Roman script

kuch aur sitam honge kuch aur alam honge

tadpayenge sab hamko tarsayenge sab hamko

rote hue aaye hai rote hue jayenge

par shikwa juba par hum laye hai na layenge

itrayi hui kaliya lalchayi hui kaliya

itrayi hui kaliya lalchayi hui kaliya

kya jane jaha kya hai ye umare rawa kya hai

kya jane jaha kya hai ye umare rawa kya hai

ek jhoka hawa ka hai ek teere kaza ka hai

ek jhoka hawa ka hai ek teere kaza ka hai

kis shehar se aaye hai kis shehar ko jayenge

allah ke bhedo ko paya hai na payenge

rote hue aaye hai rote hue jayenge

par shikwa juba par hum laye hai na layenge

rote hue aaye hai rote hue jayenge

par shikwa juba par hum laye hai na layenge

Explore this song