Roman script

krishan naam lo arey o prani

krishan naam lo arey o prani wo hi tumhe bachayega 

bhavsagar me krishan ke siva koi kam na aayega 

ye krishan naam hai atul naamye naam lo subah sham

krishan naam lo arey o prani

krishan naam lo arey o prani wo hi tumhe bacahyega 

are zamane shakti laga le shakti laga le are zamane 

kitni shakti lagayega tu kitni shakti lagayega

is dharti par krishan ka jhanda kabhi na jhukne payega

krishan naam to azar amar hai usko kon mitayega

bhai usko kon mitayega

is dharti par krishan ka jhanda kabhi na jhukne payega

is dharti par krishan ka jhanda kabhi na jhukne payega

teri kya takat hai ghamandi tera bal hai nakli 

jo tribhuvan par raz kare wo maha shakti hai asli

muthi bhar ka katra le tu hari se kya takrayega

is dharti par krishan ka jhanda kabhi na jhukne payega

is dharti par krishan ka jhanda kabhi na jhukne payega

parbhu ke aage yaha kisi ki chali nahi chalaki

ravan mara kans bhi duba koi bacha nahi baki

takra mat bhagwan se murakh mitti me mil jayega

takra mat bhagwan se murakh mitti me mil jayega

is dharti par krishan ka jhanda kabhi na jhukne payega

is dharti par krishan ka jhanda kabhi na jhukne payega

Explore this song