Roman script

dilwaale

dilwale dilwale, tera naam kya hai

dilwale dilwale, tera naam kya hai

naam kya hai tera paigam kya hai

kranti kranti, kranti kranti

ab kisi ki mang na ujade

ab kisi ki mang na ujade

ab baccho se maa na bichhade 

ab baccho se maa na bichhade 

dilwaale

dilwale dilwale, tera apna kya hai

apna kya hai, tera sapna kya hai

kranti kranti, kranti kranti

desh ki khatir kaam aayenge

desh ki khatir kaam aayenge

god me jiski so jayenge

god me jiski so jayenge

dilwale 

dilwale dilwale, tera aramaan kya hai

aramaan kya hai, tera imaan kya hai

kranti kranti, kranti kranti

ek hi mitti ek hi puja 

ek hi mitti ek hi puja 

iske siva na bhaye duja

iske siva na bhaye duja

dilwale 

dilwale dilwale, tera raam kya hai

ram kya hai, tera ghansham kya hai

kranti kranti, kranti kranti

kranti

Explore this song