Roman script

koyi raasta dikhata nahi hai phir bhi

kisi aas se koyi waasta nahi phir bhi

chala hu leke , chala hu leke

tujhe yaadon ke kaarwaan mein

bhare waadon se is jahaa mein

saari yaadon se, saare waadon se hum ho juda

juda ho phir bhi, juda ho phir bhi

khuda hai phir bhi

koyi raasta dikhata nahi hai phir bhi

kisi aas se koyi waasta nahi phir bhi

chala hu leke , chala hu leke

tujhe yaadon ke kaarwaan mein

bhare waadon se is jahaa mein

saari yaadon se, saare waadon se hum ho juda

juda ho phir bhi, juda ho phir bhi

khuda hai phir bhi

mere ham kadam ye raaste

sang chal pade hai kahin

koyi nahi apna pata, koyi manjile bhi nahi

par hai yakin hogi koyi meri bhi apni ik jameen

hogi koyi

koyi aasmaan apna nahi hai phir bhi

kuchh paane ka sapna nahi hai phir bhi

chala hu leke, chala hu leke

tujhe yaadon ke kaarwaan mein

bhare waadon se is jahaa mein

saari yaadon se, saare waadon se hum ho juda

juda ho phir bhi, juda ho phir bhi

khuda hai phir bhi

kuchh baatein hai jo chal rahi 

sehami si yu koyi aa

behaki behaki baatein karein 

ye waadiya mere saath

kuchh baatein hai jo chal rahi 

sehami si yu koyi aa

behaki behaki baatein karein 

ye waadiya mere saath

saanson mein bhar kar ik sada 

chalti hai hawa mere saath

parvat ke unche baam par 

mujhe le jaaye tere paas

nahi tu phir bhi, kahin tu phir bhi

tujhe yaadon ke kaarwaan mein

bhare waadon se is jahaa mein

saari yaadon se, saare waadon se hum ho juda

juda ho phir bhi, juda ho phir bhi

khuda hai phir bhi

Explore this song