Roman script

pyar to hai ik khali botal dil hai ek tuta paimana

ghunt jeher ka peeta jaye log kahe jisko deewana

koi aashiq to koi deewana bana 

koi aashiq to koi deewana bana 

koi aashiq to koi deewana bana 

pyar jab bhi huwa ik fasana bana fasana bana

koi aashiq to koi deewana bana

koi aashiq to koi deewana bana 

pyar jab bhi huwa ik fasana bana fasana bana

kori thi ulfat ki kitaabein are hamane bada ehsan kiya

chaahat ke inn afsano ko hamne lahu se rang diya

kitni jaane gayi kitne ruswa huye 

kitni jaane gayi kitne ruswa huye 

tamaashe mohabbat mein kya kya huye kya kya huye

na bacha koi har dil nishaana bana

na bacha koi har dil nishana bana

pyar jab bhi huwa ik fasana bana fasana bana

deewaar agar majbut ho toh aandhi bhi yahan ruk jati hai

taakat ke aage duniya ki har ik shai chhup jati hai

jung-e-ulfat mein to log marte nahi

jung-e-ulfat mein to log marte nahi

phir bhi mane nahi aahein bharte rahe bharte rahe

ishq kurbaniyon ka taraana bana 

ishq kurbaniyon ka tarana bana 

pyar jab bhi huwa ik fasana bana fasana bana

koi aashiq toh koi deewana bana 

koi aashiq toh koi deewana bana 

pyar jab bhi huwa ik fasana bana fasana bana

Explore this song