Roman script

zindagi ki raah me dard baant lenge ham

gam ho chaahe ho khushi milke ab sahenge ham

koi aap jaisa mil jaaye to baat ban jaaye sanam

aisa dostana hoga na yaha

ham ek dusre pe de de apni jaan

hamko saath jina hamko saath marna

sikhengi ye duniya hamse pyaar karna

saath saath me sada ham rakhenge kadam

gam ho chahe ho khushi milke ab sahenge ham

koi aap jaisa mil jaaye to baat ban jaaye sanam

rishta ham dilo ka aisa jod de

bichde jo kabhi to jina chhod  de

hasti muskuraati ham logo ke jaise

dekho jine waalo life ho toh aise

ab kisi bhi mod pe chahte na hongi kam

dard ho ya ho khushi milke ab sahenge ham

koi aap jaisa mil jaaye to baat ban jaaye sanam

koi aap jaisa mil jaaye to baat ban jaaye sanam

koi aap jaisa mil jaaye to baat ban jaaye sanam

koi aap jaisa mil jaaye to baat ban jaaye sanam

koi aap jaisa mil jaaye to baat ban jaaye sanam

Explore this song