Roman script

kon tujhko ma kahega tu kisi ki ma nahi

kon tujhko ma kahega tu kisi ki ma nahi

tere dil me ma mamta ka ek bhi arman nahi

kon tujhko ma kahega tu kisi ki ma nahi

phul jis dali se nikla hak usi dali ka hai

phul jis dali se nikla hak usi dali ka hai

teri hasti tera darza teri hasti tera darza

kaun sapath ma leta hai jhuth ko sach kar dikhana

is kadar asan nahi kon tujhko ma kahega 

tu kisi ki ma nahi tu kisi ki ma nahi

soch jiska ye jigar hai aaj wo roti hai kyu

soch jiska ye jigar hai aaj wo roti hai kyu

tu kisi ke asuo se tu kisi ke asuo se

apna muh dhoti hai kyu 

jo khushi chine kisi ki wo koi insan nahi 

kon tujhko ma kahega tu kisi ki ma nahi 

tere dil me ma mamta ka ek bhi arman nahi 

kon tujhko ma kahega tu kisi ki ma nahi 

tu kisi ki ma nahi ma nahi

Explore this song