Roman script

koi yun dil mein basa jata hai kyun 

koi yun dil mein basa jata hai kyun 

dil mein aake dil ko tadpata hai kyun 

dil mein aake dil ko tadpata hai kyun 

isko jab mujhse mohabbat hi nahi 

isko jab mujhse mohabbat hi nahi 

phir sapan mein mere aata hai kyun 

phir sapan mein mere aata hai kyun 

aa pyar karti hai meri najare jise

aa pyar karti hai meri najare jise

pyar ki najaron se ghabrata hai kyun 

pyar ki najaron se ghabrata hai kyun 

ho dil ki hasrat hai use apna kahe

ho dil ki hasrat hai use apna kahe

koi begana bana jata hai kyun

koi begana bana jata hai kyun

koi yun dil mein basa jata hai kyun 

dil mein aake dil ko tadpata hai kyun

Explore this song