Roman script

koi ummid bar nahi aati

koi ummid bar nahi aati

koi surat najar nahi aati

koi surat najar nahi aati

koi ummid bar nahi aati

maut ka ek din maut ka ek din

nind kyu rat bhar nahi aati

nind kyu rat bhar nahi aati

haye koi ummid bar nahi aati

aage aati thi halat pe hase

aage aati thi halat pe hase

ab kisi bat par nahi aati

ab kisi bat par nahi aati

koi ummid bar nahi aati

ham waha hai ham waha hai jaha se hamko bhi

ham waha hai jaha se hamko bhi

kuch hamari khabar nahi aati

kuch hamari khabar nahi aati

koi ummid bar nahi aati

marte hai aarzu me marne ki

marte hai aarzu me marne ki

maut aati hai maut aati hai khabar nahi aati

haye koi ummid bar nahi jati

koi surat najar nahi aati

koi ummid bar nahi aati

Explore this song