Roman script

koi tikhi tikhi aankho ke ishare se

mere dil ka karar le gaya 

koi tikhi tikhi aankho ke ishare se

mere dil ka karar le gaya 

kaise kahu main wo kaisa dilwala tha

bina maange jo bahar de gaya

aankh ladi baat badi

jane main kyu sharmayi

aankh ladi baat badi

jane main kyu sharmayi

o aisa laga dur kahin

baaj uthi shehnai

aji baaj uthi shehnai

meri jaagi huyi suni suni raato ko 

koi sapne hazaar de gaya

koi tikhi tikhi aankho ke ishare se

mere dil ka karar le gaya 

dil ki lagi aur badhi

lakh najar ko roka

dil ki lagi aur badhi

lakh najar ko roka

o par na koi jor chala

kha hi gaye hum dhokha

aji kha hi gaye hum dhokha

phir khoyi khoyi usi ke khayalo me 

jane wo kaisa khumar de gaya

koi tikhi tikhi aankho ke ishare se

mere dil ka karar le gaya 

uska pata puchhe koi

meri najar jhuk jaye

o kuch na kahu chup si rahu

raaz magar khul jaye

aji raaz magar khul jaye

sharmane lage aankhe meri aankho se

dene wala kaisa pyar de gaya

koi tikhi tikhi aankho ke ishare se

mere dil ka karar le gaya 

kaise kahu main wo kaisa dilwala tha

bina maange jo bahar de gaya

Explore this song