Roman script

koi roke na mujhko aaj

aaj main bagiya bagiya dolun

kabhi chup chup karun main baat

baat kabhi jhki kisi se na bolun

koi roke na mujhko aaj

aaj main bagiya bagiya dolun

kabhi chup chup karun main baat

baat kabhi jhki kisi se na bolun

meri ankho ka sapna suhana

kar ke mujhko diwana

mujhe le jaaye jaane kaha

maine ab tak na jana

bich safar bich dagar

kaun mile kisko khabar

mujhe jaana hai

mujhe jaana hai kiske sath sath

mujhe jo mile sath ho lun

koi roke na mujhko aaj

aaj main bagiya bagiya dolun

mujhe aane laga hai chhupana

man me jo bhi hai mere

mere chehre ko chamka rahe hai

sapne ho ke sunhere

dur vo hi paas vo hi, aas vo hi pyaas vo hi

kare mausam

kare mausam ishaare laakh laakh

naye nagme labo pe piro lun

koi roke na mujhko aaj

aaj main bagiya bagiya dolun

Explore this song