Roman script

koi pyaar bhari dhun chhed piya 

aur hamko deewana karta jaa 

aur hamko deewana karta jaa 

najro ki kasam najro wale 

is dil ko nishana karta jaa 

is dil ko nishana karta jaa 

koi pyaar bhari dhun chhed piya 

kuch kosh nahi kuch hosh bhi hai 

kya jadu hai teri sargam mein ye le 

tufaan hai ya bijali barsi 

tufaan hai ya bijali barsi 

sune payal ki chham chham ne 

tu bhi jhume ja masti mein 

aur hamko deewana karta jaa 

najro ki kasam najro wale 

is dil ko nishana karta jaa 

koi pyaar bhari dhun chhed piya 

koi paas to hai teri aankho mein 

jo tujhpe mera dil aa hi gaya 

dhokha hai mohabbat ki ye khabar 

dhokha hai mohabbat ki ye khabar 

dil fir bhi dhokha kha hi gaya 

duniya se to kya khud se bhi 

tu waada karta ja 

najro ki kasam najro wale 

is dil ko nishana karta jaa 

koi pyaar bhari dhun chhed piya

Explore this song