Roman script

koi phul na khilta ye kali bhi na hoti

jindagi bhi na hoti agar tu na hoti

koi phul na khilta ye kali bhi na hoti

jindagi bhi na hoti agar tu na hoti

na hota ujala aur ye rat bhi na hoti

koi bat hi na hoti agar tu na hoti

koi phul na khilta

koi zami na hoti aur aasma na hota

koi zami na hoti aur aasma na hota

koi hasi na hota koi jawa na hota

na tare muskurate ye najare bikhar jate

koi khushi na hoti agar tu na hoti

koi phul na khilta

bulbul ke mast nagme koyal ki sokh tane

bulbul ke mast nagme koyal ki sokh tane

ye badlo ke saye panchi ki ye udane

ye fiza na hoti ye hawa na hoti

ye ghata na hoti agar tu na hoti

koi phul na khilta

na koi pyar hota na intzar hota

na koi pyar hota na intzar hota

na koi dil machalta na bekarar hota

puche jo koi hamse ye sab hai tere dam se

koi bhi shay na hoti agar tu na hoti

koi phul na khilta ye kali bhi na hoti

jindagi bhi na hoti agar tu na hoti

jindagi bhi na hoti agar tu na hoti

Explore this song