Roman script

o koi nain mila ke chala gaya 

ek aag laga ke chala gaya

haye chala gaya

o koi nain mila ke chala gaya 

ek aag laga ke chala gaya

haye chala gaya

us din se dil par bojh hai 

ab main hu uski yaad hai haye yaad hai

ab main hu uski yaad hai

jo nain haye koi nain mila ke chala gaya

ek aag laga ke chala gaya

haye chala gaya

ab ksiko kahu apne dukhde

dil hua mera tukde tukde

mera chain liya aaram liya

mera chain liya aaram liya

dil ne fir usi ka naam liya

haye naam liya 

dil ne fir usi ka naam liya

haye naam liya 

jo nain mila ke chala gaya

ek aag laga ke chala gaya

haye chala gaya

ek aah nikati hai tan se

fariyad nikalti hai man se

hai man se

biraha mein jal jal marti hu

biraha mein jal jal marti hu

par yaad usi ko main karti hu

haye marti hu

par yaad usi ko main karti hu

jo nain mila ke chala gaya

jo nain mial ke chala gaya

ek aag laga ke chala gaya

haye chala gaya

Explore this song