Roman script

koi nahi hain, fir bhi hain muz ko 

koi nahi hain, fir bhi hain muz ko 

kya jane kisaka intajar, ho o o 

koi nahi hain, fir bhi hain muz ko

kya jane kisaka intajar, ho o o 

ye bhi na janu, laharake anchal kisako bulaye bar bar

sochu ye hai ungaliyan, kis ke pyar ki

galon ko chhuye jo dali bahar ki

chhuye jo dali bahar ki

sochu ye hai ungaliyan, kis ke pyar ki

galon ko chhuye jo dali bahar ki

koi nahi hain, fir bhi hain muz ko

kya jane kisaka intajar, kya jane kisaka intajar

pani mein chhabi main, dekhu khadi khadi

balon mein saja ke, kaliyan badi badi, saja ke kaliya badi badi

pani me chhabi mai dekhu khadi khadi, fir banu ap hi bekarar

koi nahi hain, fir bhi hain muz ko

kya jane kisaka intajar, kya jane kisaka intajar

wadi mein nishan mere hi panw ke

fulon pe hain, rang meri hi chhanw ke 

hai rang meri hi chhanw ke

wadi mein nishan mere hi panw ke

fir bhi kyon aye na ayetabar

koi nahi hain, fir bhi hain muz ko

kya jane kisaka intajar, ho o o 

ye bhi na janu lahara ke aanchal, kisko bulaye bar bar

kya jane kisaka intajar, kya jane kisaka intajar

Explore this song