Roman script

karar de mere maula 

ke bekarar hu mai

khuda bhi jispe taras khaye 

wo bahar hu mai

koi nahi meharba 

mushkil me hai meri jaa

ye to bata aasma haye mai jau kaha

koi nahi meharba 

mushkil me hai meri jaa

ye to bata aasma haye mai jau kaha

gam ki ghata chha gayi 

taro ko nind aa gayi 

gam ki ghata chha gayi 

taro ko nind aa gayi 

bujh gaya dil ka deeya

aisi chali aandhiya

koi nahi meharba 

mushkil me hai meri jaa

ye to bata aasma haye mai jau kaha

tune diya aisa gam 

ghutne laga mera dam

tune diya aisa gam 

ghutne laga mera dam

maalik utha le mujhe

ya de mujhe meri jaa

koi nahi meharba 

mushkil me hai meri jaa

ye to bata aasma haye mai jau kaha

haye mai jau kaha

haye mai jau kaha

Explore this song