Roman script

koi na jane 

koi na jane bin tere ram

kahan din hoye kahan sham 

kahan din hoye kahan sham 

jag me sabhi ka pardesi naam

kahan din hoye kahan sham 

kahan din hoye kahan sham 

man me laga hai sapno ka mela

man me laga hai sapno ka mela

phir bhi hain dekho ye man akela

jhonka pawan ka pani ka rela 

ho o o

jane le jaye kab kis dham

kahan din hoye kahan sham 

kahan din hoye kahan sham 

aage vipda ki talware

aage vipda ki talware

pichhe dukhdo ki diware

upar kaante niche katare

ho o o

jivan hua ye ya sangram

kahan din hoye kahan sham 

kahan din hoye kahan sham 

koi na jane bin tere ram

kahan din hoye kahan sham 

kahan din hoye kahan sham

Explore this song