Roman script

koi mausam aisa aaye

koi mausam aisa aaye

us ko apne sath jo laye

koi mausam aisa aaye

logo se taarif suni hai

logo se taarif suni hai

us se milkar dekha jaye

us se milkar dekha jaye

us se milkar dekha jaye

koi mausam aisa aaye

aaj bhi dil par bojh bahut hai

aaj bhi dil par bojh bahut hai

aaj bhi shayad nind na aaye

aaj bhi shayad nind na aaye

aaj bhi shayad nind na aaye

koi mausam aisa aaye

haal hai dil ka jugnu jaisa

haal hai dil ka jugnu jaisa

jalta jaye bujhta jaye

jalta jaye bujhta jaye

jalta jaye bujhta jaye

koi mausam aisa aaye

bite lamhe kuch aise hai

bite lamhe kuch aise hai

khushbu jaise haat na aaye

khushbu jaise haat na aaye

khushbu jaise haat na aaye

koi mausam aisa aaye

us ko apne sath jo laye

Explore this song