Roman script
koi kya pahchane, jiska gum wohi jane koi kya pahchane, jiska gum wohi jane begane lage apne aur apne lage begane koi kya pahchane, jiska gum wohi jane koi kya pahchane, jiska gum wohi jane kya hai milna kya bichadna, khel sab takdir ke ek hoke kyu hai lagte rang do taswir ke waqt badle badle chehre, kab ho ka kisko pata yahi dunia ki reet hai, koi mane ya na mane koi kya pahchane, jiska gum wohi jane koi kya pahchane, jiska gum wohi jane muskurahat ki lahar me aasuo ki pyas hai dur dil se dil ki dhadkan, fir bhi aas paas hai kya wafa kya bewafai, raz ye jane hai hum koi karta nahi janke hoti hai khata anjane koi kya pahchane, jiska gum wohi jane koi kya pahchane, jiska gum wohi jane begane lage apne aur apne lage begane koi kya pahchane, jiska gum wohi jane koi kya pahchane, jiska gum wohi jane
Song details
- Singer: Kumar Sanu
- Film / album: Saajan Ki Baahon Mein (1995)
- Composer: Nadeem Shravan
- Lyricist: Sameer
- Actor: Rishi Kapoor
- Actor: Raveena Tandon
- Actor: Tabu
- Actor: Sumeet Sehgal
- Actor: Saeed Jaffrey
- Actor: Prem Chopra
- Actor: Laxmikant Berde
- Actor: Deven Verma
- Actor: Navneet Nishan
- Actor: Birbal
- Actor: Maya Alagh
- Actor: Suresh Chatwal
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Aditya Pancholi
Song video
actor: Rishi Kapoor, Raveena Tandon, Tabu