Roman script

koi humsa kismat ka maara nahi hai 

koi humsa kismat ka maara nahi hai 

ki duniya me koi sahara nahi hai 

koi humsa kismat ka maara nahi hai 

ki duniya me koi sahara nahi hai 

kare gam ka apne kya shikwa kisi se 

shikwa kisi se 

hamara mukadar hamara nahi hai 

koi humsa kismat ka maara nahi hai 

ki duniya me koi sahara nahi hai 

lage paar kaise mahobbat ki naiya 

mahobbat ki naiya 

bhanwar se bhanwar hai kinara nahi hai 

koi humsa kismat ka maara nahi hai 

ki duniya me koi sahara nahi hai 

falak pe chamkte hai lakhon sitaare 

lakhon sitaare 

falak pe chamkte hai lakhon sitaare 

lakhon sitaare 

magar apna koi sitara nahi hai 

koi humsa kismat ka maara nahi hai 

ki duniya me koi sahara nahi hai

Explore this song