Roman script

koi hai jo paar kare is gham ki dariya

koi hai jo paar kare is gham ki dariya 

nafrat mein tute huye ek dil ne pukara 

koi hai jo paar kare is gham ki dariya 

koi hai jo paar kare is gham ki dariya 

ye majbooriyaan nakami barbaadi ye judai 

takdeer ka hai ye maja uljhan ye tanhai 

koi hai jo de sake jeene ka sahara 

koi hai jo paar kare is gham ki dariya 

koi hai jo paar kare is gham ki dariya 

manzil se kahi door chale kashti tuti hui 

safar mein jo sapna thi dard mein badal gayi

koi hai bata de kahi raaho ka ye ishara 

koi hai jo paar kare is gham ki dariya

koi hai jo paar kare is gham ki dariya 

nafrat mein tute huye ek dil ne pukara 

koi hai jo paar kare is gham ki dariya 

koi hai jo paar kare is gham ki dariya

Explore this song