Roman script

koi hai, hai hum hai tu kaha se aayi 

hindustaan se,no paakistaan se, no

enlishtaan se, oh no no no tokyo tokyo, osaka osaka

mai gudiya jaapani, mai ladki deewani 

muskil me hu dil kise du 

kahne se darte hai, mujhpe to marte hai 

sab ladke hindustaani 

mai gudiya jaapani, mai ladki deewani 

muskil me hu dil kise du 

kahne se darte hai, mujhpe to marte hai 

sab ladke hindustaani 

ek mai anaar mere saikdo beemaar

sochti hu yaar karu to mai kisse pyar

ek mai anaar mere saikdo beemaar

sochti hu yaar karu to mai kisse pyar  

mere laakho parwaane mai to hu pareshaan

mujhko dil tu de de mera dil tu le le 

aise na tarsa na jaaniye  

mai shama mastaani, karungi manmaani 

kar na deewane naadani 

mai gudiya jaapani, mai ladki deewani 

are muskil me hu dil kise du 

kahne se darte hai, mujhpe to marte hai 

sab ladke hindustaani 

puchhte hai log mera naam aur pata 

dhundhate hai meri galiyon ka raasta

puchhte hai log mera naam aur pata 

dhundhate hai meri galiyon ka raasta  

kaise mai batla du darta hai dil javaa

chamkata nagina wo chanchal haseena

yu na bana tu bahaane  

hata le nigaahe pakad naa yu baahe 

dungi na dil dilbar jaani 

mai gudiya jaapani, mai ladki deewani 

are muskil me hu dil kise du 

kahne se darte hai, mujhpe to marte hai 

sab ladke hindustaani

Explore this song