Roman script

koi hai diwana dil me kisi ke dil me hai masti

koi hai mastana lab pe kisi ke lab pe hai masti

masti chand ki aankho me masti chandani rato me

masti husn ke jalwo me masti ishk ki bato me

sagar sharab saki shabab har chiz hai yaha par

sabnam gulam parda hizab kya aarzu hai dilbar

ghunghru me sada hai payal ki mat puch tamanna ghayal ki

ghayal ki ghayal ki ghayal ki

koi hai diwana dil me kisi ke dil me hai masti

koi hai mastana lab pe kisi ke lab pe hai masti

pram tu ruru tutu  pram tu ruru tutu 

pram tu ruru tutu pram tu ruru tutu

palke jhuki hai palke uthi hai sapno ka raaz gahra

bach bach ke yaar tum kahna pyar dhadkan pe bhi hai pahra

dushman hai jamana chahat ka mauka na kabhi de rahat ka

rahat ka rahat ka rahat ka

koi hai diwana dil me kisi ke dil me hai masti

koi hai mastana lab pe kisi ke lab pe hai masti

masti masti masti masti masti masti masti masti

Explore this song