Roman script

koyi darwaze talak aaye, ye kissa kyaa hain

aur dabe paaon palat jaaye, ye kissa kyaa hain

aadami koan se haalat se, do chaar hua

aadami koan se haalat se, do chaar hua

aadami koan se haalat se, do chaar hua

apne saaye se bhi ghabraaye 

ye kissa kyaa hain

apne saaye se bhi ghabraaye 

ye kissa kyaa hain

aur dabe paaon palat jaaye, ye kissa kyaa hain

koyi darwaze talak aaye, ye kissa kyaa hain

tumse duri to behar haal, qayamat thi magar

tumse doori to behar haal, qayamat thi magar

tumse milkar bhi na chain aaye

ye kissa kyaa hain

tumse milkar bhi na chain aaye

ye kissa kyaa hain

aur dabe paaon palat jaaye, ye kissa kyaa hain

koyi darwaze talak aaye, ye kissa kyaa hain

aye zafar roj mohabbat ka, koi katal karen

aur gunehgaar na kehlaye, ye kissa kyaa hain

aur gunehgaar na kehlaye, ye kissa kyaa hain

aur dabe paaon palat jaaye, ye kissa kyaa hain

koyi darwaze talak aaye, ye kissa kyaa hain

koyi darwaze talak aaye, ye kissa kyaa hain

Explore this song