Roman script
raat bhar didaye namnaak mein lehraate rahe raat bhar didaye namnaak mein lehraate rahe saans ki tarah se aap aate rahe, jaate rahe dard had se gujarta ja raha hai dard had se gujarta ja raha hai koyi chala ja raha hai, koyi chala ja raha hai koyi chala ja raha hai, koyi chala ja raha hai lamha mutthi se fisalta ja raha hai koyi chala ja raha hai, koyi chala ja raha hai koyi chala ja raha hai, koyi chala ja raha hai phir tamannao ko, phir tamannao ko phir tamannao ko kuchla ja raha hai koyi chala ja raha hai, koyi chala ja raha hai koyi chala ja raha hai, koyi chala ja raha hai dekho phul chala ik daali se koyi dard na puchhe maali se har patta patta bikhar gaya ik tu jo gaya, sab kuchh tha gaya mudke pichhe na dekha ja raha hai koyi chala ja raha hai, koyi chala ja raha hai koyi chala ja raha hai, koyi chala ja raha hai jab lahu mein chaahat ram jaaye har aahat bolein tum aaye tum aks ho paani mein gehra kankar maara sab bikhar gaya ik nasha sa utarta ja raha hai koyi chala ja raha hai, koyi chala ja raha hai koyi chala ja raha hai, koyi chala ja raha hai
Song details
- Singer: Rahat Fateh Ali Khan
- Film / album: Woodstock Villa (2008)
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Virag Mishra
- Actor: Neha Uberoi
- Actor: Arbaaz Khan
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Sanjay Dutt
- Actor: Gulshan Grover
- Actor: Sikander Kher
- Actor: Sachin Khedekar
- Actor: Boman Irani
- Actor: Anupama Varma
- Actor: Gaurav Gera
actor: Gulshan Grover, Arbaaz Khan, Sachin Khedekar, Sikander Kher, Neha Oberoi