Roman script

koi bura kahe ya kahe bhala 

mai shadi karne chala 

are mai shadi karne chala

koi bura kahe ya kahe bhala 

mai shadi karne chala 

aa haa mai shadi karne chala

sansaar me tanha tanha bitegi umariya kaise

sansaar me tanha tanha bitegi umariya kaise 

jiwan ki ye lambi gaadi chalti nahi ek pahiye se

ek sathi lekar manzil par abaadi karne chala 

are mai shadi karne chala

koi bura kahe ya kahe bhala 

mai shadi karne chala 

are mai shadi karne chala

duniya me kuware ko to

milta nahi dhundhe ghar bhi 

jodi jo kahi mil jaye 

fir fauj bhi hai lashkar bhi

sapno ke rangmahal ki ek shahjadi karne chala

are mai shadi karne chala

koi bura kahe ya kahe bhala 

mai shadi karne chala 

are mai shadi karne chala

naachegi khushi aangan me

dulhan jo chalegi chham se 

naachegi khushi aangan me

dulhan jo chalegi chahm se 

takdir teri jaagegi

tarkeeb samajh le humse 

tu razi ho to aa pyare 

main kaji karne chala

are mai shadi karne chala

koi bura kahe ya kahe bhala 

mai shadi karne chala 

aa haa mai shadi karne chala

Explore this song