Roman script

koi bhi dil me na aaya tha najro se sabki bachaya tha

tumhe jo dekh kar hua diwana kaha na mana mera

koi bhi  dil me na aaya tha najro se sabki bachaya tha

tumhe jo dekha hua diwana kaha na mana mera

diwana jo bhi hua na kabhi pyar me 

bekar aana hua uska sansar me

diwana jo bhi hua na kabhi pyar me 

bekar aana hua uska sansar me

jise bhi chaha use hi paya yahi to dil chahta 

koi bhi koi bhi dil me na aaya tha, dil me na aaya tha

najro se, najro se sabki bachaya tha, sabki bachaya tha

tumhe jo dekha hua diwana kaha na mana mera

ab tum kabhi bhi dur hona na mujhse sanam

har bar tujhse hi milne ko lenge janam

karu ye wada ke ye irada kabhi bhi na badlenge hum

koi bhi koi bhi dil me na aaya tha, dil me na aaya tha

najro se, najro se sabki bachaya tha, sabki bachaya tha

tumhe jo dekha hua diwana kaha na mana mera

Explore this song