Roman script

koi aa gaya man bha gaya 

koi naino se naina mila gaya 

koi aa gaya man bha gaya 

koi naino se naina mila gaya 

ho asha ki nagari me main so rahi thi 

sapno ki godi me khush ho rahi thi

ho koi chu kar mujhe jaga gaya 

koi chu kar mujhe jaga gaya man bha gaya 

koi naino se naina mila gaya 

koi aa gaya man bha gaya

koi naino se naina mila gaya 

rain andheri gai doobe sitare 

koi pujari aaya mandir ke duware 

ho usko pujarn bana gaya 

ho usko pujaran bana gaya man bha gaya 

koi naino se naina mila gaya 

koi aa gaya man bha gaya

koi naino se naina mila gaya 

goonj uthi 

goonj uthi shahnaai pyar ki 

naino me aai ho masti bahar ki 

naino me aai ho masti bahar ki

koi prano me aake sama gaya man bha gaya 

koi naino se naina mila gaya 

koi aa gaya man bha gaya

koi naino se naina mila gaya

Explore this song