Roman script

haule haule ras ghole bole mujhse jiya

kiya piya pe kya jadu, par maine kya jiya

kiya piya pe kya jadu, par maine kya jiya

ithlaye, itraye 

itraye, ithlaye

puchhe mujhse jiya

kiya piya pe kya jadu, par maine kya jiya

kiya piya pe kya jadu, par maine kya jiya

suna

suna the ye ghar, suni thi dagar

suna suna the ye ghar, sune sune the prahar

unhe pake apnake

unhe pake apnake, pura sapna kiya

pura sapna kiya re pura sapna kiya

pura sapna kiya re, par maine kya kiya

ithlaye, itraye 

bole mujhse jiya

kiya piya pe kya jadu, par maine kya jiya

kiya piya pe kya jadu, par maine kya jiya

biraji hua tan man hua madhuban 

hua madhuban

biraji hua tan man hua madhuban 

man hua madhuban 

mujhe mile hai sajan main to bani re dulhan

main to bani re dulhan, bani re dulhan

hua badal mora aanchal

hua badal mora aanchal darpan de diya 

darpan de diya re darpan de diya 

haule haule ras ghole bole mujhse jiya

kiya piya pe kya jadu, par maine kya jiya

ithlaye, itraye 

ithlaye, itraye 

itraye, ithlaye

puchhe mujhse jiya

kiya piya pe kya jadu, par maine kya jiya

kiya piya pe kya jadu, par maine kya jiya

kiya piya pe kya jadu

kya jadu kiya

Explore this song