Roman script

kiya hai pyar jisse humne zindgi ki tarah

wo asiyan bhi mila humse ajnawee ki tarah 

kise khabar thi padegi kuch or tariki

kise khabar thi padegi kuch or tariki

chhupega wo kisi badli mein chandni ki tarah

wo asiyan bhi mila humse ajnawee ki tarah 

kiya hai pyar jisse humne zindgi ki tarah

bada ke pyas meri usne hath chhod diya 

bada ke pyas meri usne hath chhod diya

wo kal raha tha murrwat dillagi ki tarah 

wo asiyan bhi mila humse ajnawee ki tarah 

kiya hai pyar jisse humne zindgi ki tarah

sitam to ye hai ki wo bhi na ban saka aapna 

kubul humne kiye jiske gum khushi ki tarah 

wo asiyan bhi mila humse ajnawee ki tarah 

kiya hai pyar jisse humne zindgi ki tarah

kabhi na socha tha humne katil uske liye 

karega hum pe sitam wo bhi har kisi ki tarah 

wo asiyan bhi mila humse ajnawee ki tarah 

kiya hai pyar jisse humne zindgi ki tarah

humne zindgi ki tarah humne zindgi ki tarah

Explore this song