Roman script

kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah

wo aashna bhi mila humse ajnabi ki tarah

kise khabar thi badhegi kuch aur tariqi

kise khabar thi badhegi kuch aur tariqi

chupega wo kisi badli mein chandni ki tarah

wo aashna bhi mila humse ajnabi ki tarah

kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah

badha ke pyaas meri usne hath chhod diya

wo kar raha tha muravvat dillagi ki tarah

wo aashna bhi mila humse ajnabi ki tarah

kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah

sitam to ye hai ke wo bhi na ban saka apna

qabul humne kiye jiske gam khushi ki tarah

wo aashna bhi mila humse ajnabi ki tarah

kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah

kabhi na socha tha humne qatil uske liye

karega hum pe sitam wo bhi har kisi ki tarah

wo aashna bhi mila humse ajnabi ki tarah

kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah

humne zindagi ki tarah

humne zindagi ki tarah

Explore this song