Roman script

kitni sach hai ye baat re

koi mane ya na mane

kiski kismat me kya likha

duniya me koi na jane

bekar hai apne man ke mahal

sb sapne suhane

kiski kismat me kya likha

duniya me koi na jane

jo salamat uthar gaye paar

jo salamat uthar gaye paar

unki kismat me thi koi khubi

varna aise to hai yaha lakho

jinki kisti kinare dubi

bhagwan ka hai jo vidhan

bhagwan ka hai jo vidhan

use inshan kya pehchane

kiski kismat me kya likha

duniya me koi na jane

is jag mein hain kitne panchhi 

yaha unme bhi kitha bhed re

koi udta aajad gagan me

koi pijre me hain kaid re

ye hai anubhav ke bol 

inhe kya samjhenge diwane

kiski kismat me kya likha

duniya me koi na jane

koi chahe yha ya na chahe

jo mukddar me likha hain milta

bina malik ke marji yha pe

ek patta bhi na hilta

mitti ke putlo suno jara

karte ho kyu bahane

kiski kismat me kya likha

duniya me koi na jane

Explore this song