Roman script

kitni haseen jindagi hai ye lekin 

hai thodi kami si kahin

kitni haseen jindagi hai ye lekin 

hai thodi kami si kahin

shaayad ye dil deewaana bhi chaahe 

ho saathi apna bhi koi

shaayad ye dil deewaana bhi chaahe 

ho saathi apna bhi koi

kitni haseen jindagi hai ye lekin 

hai thodi kami si kahin

dil ki najar se dekha nahi tha 

duniya ko hamne kabhi

dil ki najar se dekha nahi tha 

duniya ko hamne kabhi

chalo aaj thodi si dil ki bhi sun le

ab dhundein koi humsafar

kahin dil lagaane ka dil ko churaane ka 

mausam na jaaye gujar

dilbar koi mil jaaye to jeene ka 

aaye maja aur bhi

kitni haseen jindagi hai ye lekin 

hai thodi kami si kahin

hamne suna tha pehli najar mein 

ho jaata hai pyaar to

hamne suna tha pehli najar mein 

ho jaata hai pyaar to

mehbub koi mile mujhko aisa 

ki milte hi pyaar ho jaaye

na baaki rahe koi aur tamanna

sapne saare sach ho jaaye

mil jaaye dil se dil to lage yu 

mili hai nayi jinadagi

mil jaaye dil se dil to lage yu 

mili hai nayi jinadagi

kitni haseen jindagi hai ye lekin 

hai thodi kami si kahin

kitni haseen jindagi hai ye lekin 

hai thodi kami si kahin

shaayad ye dil deewaana bhi chaahe 

ho saathi apna bhi koi

shaayad ye dil deewaana bhi chaahe 

ho saathi apna bhi koi

kitni haseen jindagi hai ye lekin 

hai thodi kami si kahin

Explore this song