Roman script

kitni dard bhari
o kitni dard bhari ye baat hain
kitni dard bhari
jiski subah nahi ye wo raat hain hain
kitni dard bhari
aankho me aansu 
aur sote me yaado ki baarat hain
kitni dard bhari ye baat hain
kitni dard bhari
aaya sawan beet gaya
aaya sawan beet gaya
ho gayi chot purani
ek birhan ki aankho se ab tak barse pani
ek birhan ki aankho se ab tak barse pani
jane ye kaisi barsaat hain
kitni dard bhari

Song details

Song video

Watch on YouTube