Roman script

kitne phul kitne ped kitne panchi yaha

kaun kahta hai hum hain akele yaha

kitni mithi hai dhun, lehron ki tu sun

kaun kehta hai hum hain akele yahan

kitne phul kitne ped kitne panchi yaha

kaun kahta hai hum hain akele yaha

kitni mithi hai dhun, lehron ki tu sun

kaun kehta hai hum hain akele yahan

kitne phul kitne ped kitne panchi yaha

kaun kahta hai hum hain akele yaha

sagar se tumko sab kuchh milega

achhi tarah ise jaan lo

machali bhi hai aah ha moti bhi hai wah wah

keemat iski pehchaan lo

kya hua iska jo hai paani khara

kitne phul kitne ped kitne panchi yaha

kaun kahta hai hum hain akele yaha

ik tinka main ik tinka tu

aise banega ghar apna

neeli ho chhat deewaar hari

rangeen ho jaise koi sapna

kya hua nahi jo chuna innt gara

kitne phul kitne ped kitne panchi yaha

kaun kahta hai hum hain akele yaha

ek din subah tum dekhoge kya

koi kashti kahi se aa jayegi

are nani ke paas ha ha dadi ke pas

wapis tumhe le jayegi 

are kya hua is bat pe ro pade tum yara

kitne phul kitne ped kitne panchi yaha

kaun kahta hai hum hain akele yaha

garze baadal chamke bijli

barse paani tum darte ho kyun

chalo bheego zara tum le lo maza

aana kaani tum karte ho kyun

kya hua chhate ka jo nahi sahaara

kitne phul kitne ped kitne panchi yaha

kaun kahta hai hum hain akele yaha

kya ho gaya vo jo gya

kyun ho gaye tum yun udaas

hona tha jo vo ho gya

hum ho yahin hain tumhaare paas

jaane do jo gya vo aayega dobara

Explore this song