Roman script

kitne hai dil me dag ye dil hi se puch lo re 
kahe kisliye ye nigaho se puchlo
kitne hai dil me dag ye dil se puch lo re 
kahe kisliye ye nigaho se puchlo
kitne hai dil me dag 
aankho me gum ke sokh mujhe boye 
chale gaye mujhe intzar pal ka hai
rahi se puch lo kitne hai dil me dag
re kahe kisliye ye nigaho se puchlo kitne hai dil me dag 
larza ke rah gayi meri dunia ye jindagi
kya julm kar gaye wo kya julm 
kar gaye wo gunaho se puch lo
kitne hai dil me dag ye dil hi se puch lo
re kahe kisliye ye nigaho se puchlo
kitne hai dil me dag

Song details

Song video

Watch on YouTube