Roman script

kitna sukun kitna aaraam hai

kitna sukun kitna aaraam hai

paas main tum ho aur hatho main jaam hai 

shaayad meri zindagi ki hassin shaam hai

kitna sukun kitna aaraam hai

kitna sukun kitna aaraam hai

paas main tum ho aur hatho main jaam hai 

shaayad meri zindagi ki hassin shaam hai

kitna sukun kitna aaraam hai

keh raha hai yeh dil bekudi me sanam

aur kyaa chaheie zindagi mein sanam

keh raha hai yeh dil bekudi me sanam

aur kyaa chaheie zindagi mein sanam

aashqi ka nasha aise jata nahi

tumko dekhe bina chain aata nahi

kasie zinda rahu

in hoton pe sirf tumhara naam hai

paas main tum ho aur hatho main jaam hai

shaayad meri zindagi ki hassin shaam hai

kitna sukun kitna aaraam hai

dilruba hai kiya meine ye feasla

ab toh jina nahi hai tumare siva

dilruba hai kiya meine ye feasla

ab toh jina nahi hai tumare siva

toda pagal hun me toda diwana hun

bas tumara hun me sab se bighana hun

aur kia me kahu

ishq tera meri chahat ka enam hai

paas main tum ho aur hatho main jaam hai 

shaayad meri zindagi ki hassin shaam hai

kitna sukun kitna aaraam hai

paas main tum ho aur hatho main jaam hai 

shaayad meri zindagi ki hassin shaam hai

Explore this song