Roman script

kitna pagal dil hai kaisi ye muskil hai

bewajah kisi ka intzar kare

jo bhi yaha pyar kare

jina duswar kare haye

jo bhi yaha pyar kare

jina duswar kare haye

apne mahbub sanam ko

dil kabhi bhul na paye

sath chalte hai pal pal

biti yado ke saye

chand tare bujh jaye

rat kali ho jaye

ek dilbar na ho to

dunia khali ho jaye

har lamha didar kare

jina dushwar kare haye 

har lamha didar kare

jina dushwar kare haye 

jo bhi yaha pyar kare

jina dushwar kare haye 

yahi to pyar ka andaz hai re

aankho aankho se koi 

teer chalta rahta hai

is kadar sawan me bhi

jism jalta rahta hai

pyas jitni roku mai

utni badhti jati hai

durio ki bechaini

mujhko koi tadpati jati hai

shamo sahar bejar kare

jina dushwar kare haaye

shamo sahar bejar kare

jina dushwar kare haye 

jo bhi yaha pyar kare

jina dushwar kare haye 

kitna pagal dil hai

kaisi ye mushkil hai

bewajah kisi ka intzar kare

jo bhi yaha pyar kare

jina dushwar kare haye 

jo bhi yaha pyar kare

jina dushwar kare haye haye

Explore this song