Roman script
kitna aasan hai kehna bhul jao, bhul jao kitna mushkil hai par bhul jana kitna aasan hai kehna bhul jao, kitna mushkil hai par bhul jana ho na jana na jana kitna aasan hai kehna bhul jao, kitna mushkil hai par bhul jana bin soche bin samjhe log, manjhi to ban jate hai unko yeh malum nahi, ke tufan bhi aate hain kitna aasan hai manjhi ban jana, kitna mushkil hai par lagana kitna aasan hai kehna bhul jao, kitna mushkil hai par bhul jana ha tumko hai dard bada, isi duniya ki rasmo ka ulfat me jo khayi thi, kya hoga uss kasmo ka kitna aasan hai vade tod dena, kitna mushkil hai vade nibhana kitna aasan hai kehna bhul jao, kitna mushkil hai par bhul jana ho na jana na jana kitna aasan hai kehna bhul jao, bhul jao, bhul jao
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Dostana (1980)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Amitabh Bachchan
- Actor: Zeenat Aman
- Actor: Shatrughan Sinha
- Actor: Prem Chopra
- Actor: Pran
- Actor: Helen
- Actor: Amrish Puri
- Actor: Iftekhar
- Actor: Gajanan Jagirdar
- Actor: Sajjan
- Actor: K N Singh
- Actor: Paintal
- Actor: Jagdish Raaj
- Actor: Sudhir
- Actor: Mac Mohan
- Actor: Sharat Saxena
- Actor: Yunus Parvez
- Actor: Goga Kapoor
- Actor: Sudha Chopra
- Actor: Vikas Anand
- Actor: Birbal
- Actor: Master Rajesh Valecha
- Actor: Jagdish
- Actor: Trilok Kapoor
- Actor: Sulochana
- Actor: Mohan Sherry
- Actor: Prem Sagar
- Actor: Keshav Rana
- Actor: Darshan
- Actor: Ashwini Kumar
Song video
actor: Amitabh Bachchan, Zeenat Aman