Roman script

kit gaye ho khewanahaar kit gaye ho khewanahaar
kit gaye ho khewanahaar
naiyaa dubati hai naiyaa dubati
kit gaye ho khewanahaar kit gaye ho khewanahaar 
jo mai aisa jaanati prit ki ye dukh hoye
nagar dhadho ra pitati prita na kariyo koi
mohe chaade chale majhadhaar 
mohe chaade chale majhadhaar
naiyaa dubati hai naiyaa dubati
kit gaye ho khewanahaar 
kit gaye ho khewanahaar
kit gaye ho
bichhad gaye more sang sanghati
naav khevaiyaa jiwan saathi 
bichhad gaye more sag saghaati
naav khevaiyaa jiwan saathi
naav khevaiyaa jiwan saathi
mohe kon lagaawe paar 
mohe kon lagaawe paar
mohe kon lagaawe paar
naiyaa dubati hai naiyaa dubati
kit gaye ho khewanahaar kit gaye ho khewanahaar
kit gaye ho khewanahaar

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Ashok Kumar, Devika Rani