Roman script

kisso me suna tha padha tha kitabo me 

kisso me suna tha padha tha kitabo me

kisso me suna tha padha tha kitabo me

hoti hai aisi diwangi hoti hai aisi diwangi

socha naa tha khwabo me

kisso me nahi mai naa hu kitabo me 

kisso me nahi mai naa hu kitabo me

chhu ke dekho janeja chhu ke dekho janeja 

hu mai tere ehsaso me

kisso me suna tha, padha tha kitabo me

inako pyar ho gaya inko pyar ho gaya

ha ha pyar ho gaya dekho pyar ho gaya

sach sach kaho o jana sach ho ya koyi khwab

chahat kaa itni lau kaha se koyi jawab

sach sach kaho o jana sach ho ya koyi khwab

chahat kaa itni lau kaha se koyi jawab

tumhari ho gayi hu khud apne irado se 

tumhari ho gayi hu khud apne irado se

hoti hai aisi diwangi hoti hai aisi diwangi

socha naa tha khwabo me

kisso me suna tha padha tha kitabo me

tum kaise ho aise khud se puchha karu mai

kho jao naa kahi tum soch ke yun daru mai

ho tum kaise ho aise khud se puchha karu mai

kho jao naa kahi tum soch ke youn daru mai

lajawab ho jau tumhare jawabo se 

lajawab ho jau tumhare jawabo se 

chhu ke dekho janeja chhu ke dekho janeja 

hu mai tere ehsaso me

kisso me suna tha padha tha kitabo me

Explore this song