Roman script

neele neele aasma me tu hai

nazuk si kaliyo me tu hai

dharti ki hal chal me tu hai

jiwan me har pal me tu hai

he ishwar tu jane yaha kya hai kiska shikhar

he ishwar tu jane yaha kya hai kiska shikhar

tu hai man ki shanti asha hai sabki

tuhi sabka sathi bhi 

tu hai man ki shanti asha hai sabki 

tuhi sabka sathi bhi

suraj ki garmi me tu hai

hawao ki narmi me tu hai

bahte hue jharno me tu hai

panchi ki udano me tu hai

ha sab dhundhte hai yaha apna apna shikhar

he ishwar tu jane yaha kya hai kiska shikhar

he ishwar tu hai sabki raho ka sacha shikhar 

sikhar

Explore this song