Roman script

kiss me kiss me, kiss me 

kiss me kiss me, kiss me 

lover boy lover boy 

lover boy lover boy 

aankhe chura ke kaha chali 

dil ko jala ke kaha chali 

aankhe chura ke kaha chali 

dil ko jala ke kaha chali 

tune jalaya hain main bhi jalaunga 

patthar ko ek din mom banaunga 

apne isharon pe tujhko nachaunga 

dance dance dance 

aankhe chura ke kaha chali 

dil ko jala ke kaha chali 

lover boy lover boy 

lover boy lover boy 

maine kahin dekhi nahi, tere jaisi koi hasina 

mere jaisa divana bhi tune dekha hoga kahin na 

he maine kahin dekhi nahi, tere jaisi koi hasina 

mere jaisa divana bhi tune dekha hoga kahin na

he tikhi gujariya maare katriya 

julmi najriya milaai ke 

are kajra rachai ke, gajra sajaai ke 

sine se achraa udaai ke 

jhatke pe jhatka maare jiya pe 

patli kamar lachkaai ke 

aankho se tere dil me samaaunga 

tujhako bhi ek din paagal banaaunga 

apne ishaaro pe tujhko nachaaunga 

dance dance dance 

julfein uda ke kaha chali 

nakhre dikha ke kaha chali 

lover boy lover boy 

lover boy lover boy 

bahon me aa lo aa gai 

lag ja gale lag to gayi 

marji teri chahe jaha, le chal mujhe 

lover boy la la la lover boy la la la

lover boy la la la lover boy la la la

kiss me kiss me, kiss me kiss me

he tere labon ki laali churaaunga 

dil me vafa ki shamma jalaaunga 

mar ke bhi dil ka vada nibhaunga 

dance dance dance 

ho main to badi thi manchali 

tujhko jala ke main bhi jali 

ho main to badi thi manchali 

tujhko jala ke main bhi jali 

lover boy la la la lover boy la la la

lover boy la la la lover boy

Explore this song