Roman script

in hasino ka ladkapan hai vahi 

ya alla hosh aata hai to 

aata hai jalana dil 

kispe jaan dijiye har  chahara hai pyara chahara 

baag mein phool hai kamre mein tumhara chahara

kispe jaan dijiye 

jab bhi chahoge akele mein bhulana hamko 

aaina tod ke niklega hamara chahara

aaina tod ke niklega hamara chahara

baag mein phool hai kamre mein tumhara chahara

kispe jaan dijiye har  chahara hai pyara chahara 

kispe jaan dijiye 

kash vo khidki phir ek baar hawa se khul jaye

kash aankhon ko najar aaye dubara chahara

kash aankhon ko najar aaye dubara chahara

baag mein phool hai kamre mein tumhara chahara

kispe jaan dijiye har  chahara hai pyara chahara 

kispe jaan dijiye 

itne chahare the sare raah ke kuchh yaad nahi 

le gaya bhid mein koun aake hamara chahara

le gaya bhid mein koun aake hamara chahara

baag mein phool hai kamre mein tumhara chahara

kispe jaan dijiye har  chahara hai pyara chahara 

baag mein phool hai kamre mein tumhara chahara

kispe jaan dijiye har  chahara hai pyara chahara 

kispe jaan dijiye

Explore this song