Roman script

kismat ne dekho na khel ye kya khela 

dil mera tod diya kah kar sautela 

nafart ki thokar ko maine sada jhela 

dil mera tod diya kah kar sautela 

bhu nahi paunga din wo bachpan ke 

yaad mujhe aate hain khel vo aangan ke 

bhu nahi paunga din wo bachpan ke 

yaad mujhe aate hain khel vo aangan ke 

jaane kaha chhut gaya khushiyo ka mela

dil mera tod diya kah kar sautela 

mata pita se jyada pyar wo karta tha 

chot mujhe lagti thi wo ro padta tha 

mata pita se jyada pyar wo karta tha 

chot mujhe lagti thi wo ro padta tha 

paagal na kar de mujhe yaado ka rela 

dil mera tod diya kah kar sautela 

bhul kabhi mujhse hui usne saja paai 

kyun itna badal gaya hay mera bhai 

bhul kabhi mujhse hui usne saja paai 

kyun itna badal gaya hay mera bhai 

tut gayi wo dori rah gaya akela 

dil mera tod diya kah kar sautela 

kismat ne dekho na khel ye kya khela 

dil mera tod diya kah kar sautela

Explore this song