Roman script

kismat ne baag lagaya hai 

kuchh phul bhi hai aur kante bhi

kante to maine chun daale

ye kali tumhare liye sajan 

kali tumhare liye sajan 

kali tumhare liye sajan 

kali tumhare liye

ulfat ne hame sikhaya hai

rona lekin hanste hanste

o more saiya hanste hanste

aansu to maine pee dale

ye hansi tumhare liye sajna

hansi tumhare liye sajna

hansi tumhare liye sajna

dilwalo ke is mele mein 

bas do hi khilaune milte hai

o more saiya milte hai

jo gam tha maine kharid liya

ye khushi tumhare liye sajana

khushi tumhare liye sajana

khushi tumhare liye sajana

in aaj mubarak ghadiyo mein 

malik se fariyad meri

o more saiya malik se

jo dard ye de kar chala gaya

wo jiye hamara sada sajana

jiye hamara sada sajana

jiye hamara sada sajana

o sajana sajana sajana

Explore this song