Roman script

chand bhi dekha phul bhi dekhe 
badal bijali titali jugnu
koi nahi hai aisa tera husan hai jaisa 
meri nigah ne ye kaisa khwab dekha hai 
jamin pe chalta hua mahtab dekha hai 
meri aankho ne chuna hai 
tujhko duniya dekhakar 
meri aankho ne chuna hai 
tujhko duniya dekhakar 
kiska chehara kiska chehara ab main dekhu
tera chehra dekhakar meri aankho ne chuna hai 
tujhko duniya dekhakar 
nind bhi dekhi khwab bhi dekha 
nind bhi dekhi khwab bhi dekha 
chudi bindiya darpan khushbu
koi nahi hai aisa tera pyar hai jaisa 
tera pyar hai jaisa meri aankho ne chuna hai 
tujhko duniya dekhakar meri aankho ne chuna hai 
tujhko duniya dekhakar
kiska chehra kiska chehra ab main dekhu
tera chehra dekhakar meri aankho ne chuna hai 
tujhko duniya dekhakar
rang bhi dekha roop bhi dekha
rang bhi dekha roop bhi dekha
rasta manjil sahil mahfil 
koi nahi hai aisa tera sath hai jaisa 
tera sath hai jaisa meri aankho ne chuna hai 
tujhko duniya dekhakar meri aankho ne chuna hai 
tujhko duniya dekhakar
kiska chehra kiska chehra ab main dekhu
tera chehra dekhakar meri aabkho ne chuna hai 
tujhko duniya dekhakar
bahut khubsurat hai aankhe tumhari 
bana dijiye inko kismat hamari 
use aur kya chahiye jindagi mein 
jise mil gayi hai mohabbat tumhari

Song details

Song video

Watch on YouTube