Roman script
kiska mahal hai kiska ye ghar hai lagta hai ye koi sapna sapna kiska mahal hai kiska ye ghar hai premnagar hai ye apna o ratna kiska mahal hai kiska ye ghar hai lagta hai ye koi sapna o ratna kiska mahal hai kiska ye ghar hai premnagar hai ye apna jan-e-man jan-e-jan mai kahan tum kahan jan-e-man jan-e-jan mai kahan tum kahan meri nazar hairan hai ye apka ehsan hai maine maine banaya tumne sajaya premnagar hai ye apna o sajna kiska mahal hai kiska ye ghar hai lagta hai ye koi sapna kya kahun kya nahi taaj sa hai ye hasi kya kahun kya nahi taaj sa hai ye hasi taj mahal to viran hai is mahal me to mehman hai mujhko mujhko yaqi hai ye sach nahi hai lagta hai ye koi sapna o ratna kiska mahal hai kiska ye ghar hai premnagar hai ye apna premnagar hai ye apna premnagar hai ye apna
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Singer: Kishore Kumar
- Film / album: Prem Nagar (1974)
- Composer: Sachin Dev Burman
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Rajesh Khanna
- Actor: Hema Malini
- Actor: Prem Chopra
- Actor: Kamini Kaushal
- Actor: Nasir Husain
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Jagdeep
- Actor: Nana Palsikar
- Actor: Ramesh Deo
- Actor: Asrani
- Actor: Agha
Song video
singer: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
actor: Rajesh Khanna, Hema Malini