Roman script

kisi tarah dil hi na jab chain paye

kisi tarah dil hi na jab chain paye

kaho kaise aankho mein aansu na aaye

kaho kaise aankho mein aansu na aaye

kisi tarah dil hi na jab chain paye

tamnna man mein kalsh hai jigar mein

tamnna man mein kalsh hai jigar mein

magar ab hame koi kyu yaad aaye

magar ab hame koi kyu yaad aaye

kisi tarah dil hi na jab chain paye

basar sham gam mein hi hoti hai apni

basar sham gam mein hi hoti hai apni

meri jindagi mein sanwera na aaye

meri jindagi mein sanwera na aaye

kisi tarah dil hi na jab chain paye

nahi rah gaya dil jamane ke kabil

nahi rah gaya dil jamane ke kabil

kaho ab jamana mujhe bhul jaye

kaho ab jamana mujhe bhul jaye

kisi tarah dil hi na jab chain paye

Explore this song