Roman script

logo se bhi hoti hai khatayen 
logo se bhi hoti hai khatayen
auron pe bhi hoti hai jafayen 
hum jaisi magar duniya mein 
hum jaisi magar duniya mein 
kisi ko sajayen nahin hoti 
kai maaon ke bachhe nahin hote 
kai bachho ki maayein nahin hoti 
kisi ko phool mile 
kisi ko dhul 
sabki kubul duwayen nahin hoti 
kai maaon ke bachhe nahin hote 
kai bachho ki maayein nahin hoti 
kisi ko phool mile 
kisi ko dhul

Song details

Song video

Watch on YouTube